Posts

Gdp kya hai in Hindi

Image
  GDP, GNP, NDP, NNP kya h?  Kisi v country ki economic health ko batati h us country ki GDP, aur usi se related h GNP, NDP,NNP In se hi pata chal pata h k kaun si country kitna progress kar rahi h aur uski economic health kaisi h kb Kaun country kitni aage badh rahi h, kitni neeche ja rahi h Yeh sb  GDP  se hi ek country ka comparison dusre country se kiya jata h us country k value ko samajhne k liye.  Toh aaiye aaj hum samajhte hain in sari baaton ko Yeh hote kya hain aur inko calculate kaise kiya jata h?  Starting karte hain sb se most important thing GDP se.  Aaiye samajhte hain GDP kisko kehte hain aur ise calculate kaise kiya jata h?  GDP  aksar sunne ko milta rehta h specially political leaders k zaban se elections k time sunne milta h, k hum apne country ki  GDP  itni kar denge, utni kar denge samajhne ko toh kux log samajhte hain k asal me  GDP  kya hoti h per aksar log nhi samajh pate. GDP  ka full form hota...

Share market kya hai kaise chalta h, nifty, sensex kya h

Image
  Hum log aaj kal har jagah share market, stock market ka Naam daily life, news channel social sites pe aksar hi sunte rehte hain per Isko puri tarah se samajh nhi pate aur Yeh aaj kl kaafi trend me h aur har koi isme invest kar k kamana v chahte hain per puri information n hone k wajah se kux nhi kar paate. Toh aaiye jaante hain k share bazar h kya easy words me.  Share bazar is k naam me hi iska meaning h share matlb hissa ek tarah se ise hissedari ka bazar v keh sakte hain.  Isi ko stock market k naam se v jana jaata h. Share market ka meaning toh samajh gaye ab samajhte hain k share aata kaise h share market me aur log kaise usko khareedte aur bechte hain? Maan lijiye aap ki koi company h 100 crore ki aap k paas ek axa plan h per us budget k liye aapko aur paise chahiye toh aise me aap kya karenge? Aap k pass ek hi option bachega loan lena ya kisi se udhaar.  Aise hi companies ko jb koi bade plan pe kaam karna hota h toh woh loan k jagah public se collection kart...